Barishoun k mosam main

Barishoun k mosam main
Tum ko Yaad Karnay ki
Aadtain purani hain
Ab ki baar socha hai
Aadtain badal dalain
Phir Khyal Aata hai
Aadtain bdalnay say
Barishain Nahin Ruktien